Here is the interview experience of Vikas kumar in his own words.
hi friends...
My interview was on
10th feb at 1.00 pm
hotel venkatesh ,raipur c.g
panel 1- 3 male 1 female
we reached there on time,they call us on 1.30, documentation start hua, mere sc caste certificate me seal clear nahi laga tha, iske liye o log undertaking liye h. sath hi interview bhi start ho gya tha, mera term 5:30 ko aya, file andar le jane se mana kar diye, permission leke andar gya, wish kiya, ek ne mera nam pucha, fir start hua counter attack.

1que:vikas ap ne bsc 2011 me pass kiya h to av tak kya kar rahe the ,?
ans:maine kaha sir mai msc kiya hu, rsult bad me aya iskaran form me mention nahi kar paya.
2que:apne msc chem me kiya h to bank me iska kya utilise karoge.?
ans:sir jyada to utilisation nahi par jo bhi skills maine sikha h prctle work karte samay usse mai utilise kar sakta hu,par sir jyada convince nahi hue mere answer se.
3que:mam puchi ap kaha se ho,apka native place kya h,

pir puchi ki "bank
campaning kya h?
ans:raipr se hu, mam mai itna janta hu ki bank apna stall laga ke apne product or scheme ke bare me logo ko batati h.
4que:iski jarurat kyo padti h banko ko?
ans:mam aj competition ka jamana har bank ko age badhna h ,isliye apne scheme ki marketing karti h logo ko information deti h,mam mere ans se convince hui,
5que:ap clerk ke rup kis prakar logo ki help karoge?
ans:mam agar meri posting gramin area me hoti h to waha ke logo ko govt ke yojna k bare me bataunga kyo ki govt ki scheme logo tak thk se pahuch nahi pati h ,fir ek sir bolte h, ap rajiv gandi ke dailog mat maro ,ve bhi yahi kaha karte the,
fir dusre sir bolte h,agar logo tak yojna nahi pahuchti h to itna output
kaha se a raha h ,fir mai unko convince karte hue kaha ,sir mai logo tak
information pahuchane ka ek jariya banuga, kyoki logo ko yojna ke bare me jyada
pata nahi hota, kyoki clerk ka kam hi h logo se interact hone ka,
fir ek sir to
kya bas govt scheme?
maine kaha nahi sir bank ke scheme ke bare me bhi bataunga.
6que:apko agar peon ki naukari milti h to o bhi kar loge? sir north indian the english me que puche.
ans:mai english me ans dena start kiya par sir bole hindi me bolo koi prblm nahi, mai bola sir nahi sir mai nahi join karunga.
last me mera marks puche,maine kah 97 ,thnku vikas ap ja sakte ho,mai bhi thanku bolte hue wish kia.
to ye tha frnds mera intrvw,ek bhi que bank se nahi pucha,na hi mera intrdcn,they all was gud, they wewr making counter attack on me but some how i manage to ans to all,they were have smiling face,
it was nice exprience,i dont what will be reslt,hope for gud,
best of luck....

Thank you very much Vikas Kumar for sharing your valuable experience which would be helpful to our readers. We wish him Good luck for his interview. Hope he get huge success in the interview and in future also.
No comments:
Post a Comment