Showing posts with label Sad Sms. Show all posts
Showing posts with label Sad Sms. Show all posts

Saturday, September 17, 2011

Bari asaani se dil lagaye jaate hain, (Sad Sms)

Bari asaani se dil lagaye jaate hain,
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain,
le jaati hai mohabbat un raaho par,
jaha diye nahi dil jalaye jaate hain

Thursday, September 15, 2011

Bhool jana aadat thi unki, (Sad Sms)

Bhool jana aadat thi unki,
yaad rakhna hame bhi gawara na tha,
Apna saya samajh kr hm chalte the sath jinke,
hmara hokar bhi vo hmara na tha..

Ab dard me sukoon hai, (Sad Sms)

Ab dard me sukoon hai,
ab dard me he aram hai,
Kya dekh rahe ho hairat se,
ye khoon nahi hai jaam hai....

Mujhko nhi raha koi shikwa kabi kisi se,(Sad Sms)

Mujhko nhi raha koi shikwa kabi kisi se,
uth gaya aitbar mohabbat se dosti se,
gum mila ansu mile aur tanhai mili.
is se jyada aur kya mangun main zindagi se...???

Kisi ne has ke dekha to muskura baithe,(Sad Sms)

Kisi ne has ke dekha to muskura baithe,

kisi ne has ke baat ki to Dil laga baithe,

mari is Dil lagane ki aadat ne mujhe maar dala,

Jaane wale chale gaye hum Dil gawa baithe ...

Bada Afsoos Hota Hai (Sad Sms)

Bada Afsoos Hota Hai

Bada afsoos hota hai jab aapka zikra hota hai
Toh bewafai ka mahool hota hai..
Jaanta hun aap bewafa nahi ho magar
Dard toh iss dil ko hota hai..

Gumon ki mehfil thi, yadon ka basera tha. (Sad Sms)

Gumon ki mehfil thi, yadon ka basera tha.

halki si roshani thi har taraf andhera tha.

jiski roshni se roshan thi sari mehfil, wo kuch aur nahi Dil mera tha....

KABHI DOST KABHI DUSHMAN (Sad Sms)

KABHI DOST KABHI DUSHMAN
AUR KABHI KHUDA KO YAAD KIYA.........
EK TO THA HE DUSHMAN,
BS BAKI DONO NE BARBAD KIYA....